How to Make Delicious Hari Mirchon Kay Pasanday

Delicious, fresh and tasty.

Hari Mirchon Kay Pasanday.

Hari Mirchon Kay Pasanday You can have Hari Mirchon Kay Pasanday using 14 ingredients and 7 steps. Here is how you cook it.

Ingredients of Hari Mirchon Kay Pasanday

  1. Prepare 1 of . Pasanday (beef).. 1kg.
  2. You need 2 of . Onions...750 gm.
  3. It's 3 of . Garlic paste... 1 t.sp.
  4. You need 4 of . Ginger paste... 1 t.sp.
  5. It's 5 of . Turmeric powder....1t.sp.
  6. Prepare 6 of . Garlic cloves..6 to 7.
  7. Prepare 7 of . Coriander Powder...1/2 t.sp.
  8. It's 8 of . Salt...to taste.
  9. Prepare 9 of . Green chillies... 250 gm (bharnay wali).
  10. Prepare 10 of . Lemon..2 big juicy.
  11. Prepare 11 of . Cumin powder...4 tb.sp.
  12. Prepare 12 of . Turmeric powder 1 t.sp.
  13. Prepare 13 of . Coriander powder...1-1.5 tb.sp.
  14. Prepare 14 of . Oil....1 cup.

Hari Mirchon Kay Pasanday step by step

  1. 1-8 kay tamam ingredients ko aik pot mai paani daal kar paknay rakh dain. Boil anay par slow flame par galnay dain..
  2. Cumin powder,turmeric powder and coriander powder ko dry roast karlain..
  3. Cumin powder ko crush karkay,turmeric aur coriander powder kay sath mix karlain. Then add lemon juice and salt in it. Ab iss masalay ko green chillies mai cut laga kar bhar lain. Aisay bharna hai kay 1/4th masala bach jaye..
  4. Ab 1/2 cup oil mai bhari hwe mirchon ko fry karlain..
  5. Pasanday gal jayein to half cup oil daal kar unko bhoon lain..
  6. Adha bhun jaye to sath he bhari hwe fried mirchain aur remaining masala daal dain aur halka sa bhoon lain, piyaz au sabit lehsan paseendo kay sath yak jan hojayein aur oil upar ajaye to aik lemon ka juice daal kay dum par rakh dain..3 min tak phir burner off kardain..
  7. Ghar ki chapati ya tandoori naan kay sath serve karain. Iska dawati jor raway maidy kay parathay kay sath hai..